Main teri aankhon ka saahil
Main tere dil ke hi kaabil
Tu musafir main teri manzilIshq ka dariya hai behta
Doob ja tujhse hai kehta
Haan meri baahon mein aake milWoh sharabi kya sharabi
Dil mein jiske gham na ho
Lut gaya samjho sharabi
Paas jiske hum naa hoO saki saki re saki saki
Aa paas aa reh na jaaye
Koi khwaahish baaki
O saki saki re saki saki
Aa paas aa reh na jaaye
Koi khwaahish baakiTere jaisi mashooqa mujhe yar chahiye
Na paisa chahiye na hi qaraar chahiyeYeh husn ka hai khumaar mera
Tujhpe hai chhaaya jo
Kurbaan huaa mujhpe jo
Khushnaseeb bada hai wohWoh sharabi kya sharabi
Dil mein jiske gham na ho
Lut gaya samjho sharabi
Paas jiske hum naa hoSaaki saaki saaki..O saqi saqi re saki saki
Aa paas aa reh na jaaye
Koi khwaahish baaki
O saaqi saaqi re saki saki
Aa paas aa reh na jaaye
Koi khwaahish baaki
Main chaahun tujhe kisi aur ko tu chaahe yaara Ab pyar nahi hoga humse phir dobara Pyaar karun main yaar tujhe inna saara Ek janam hai kya sau janam bhi hai tujhpe vara Har pal, har duaa mein Duaa mein tujhe yaad karte hain Sau sau baar karte hain Mile har janam tu hi humko Yahi fariyaad karte hain Jab sochun tujhe sochun yahi kaam karte hai Aaye jo tujhe hichki hum yaad karte hain Tere door jaane se din raat darte hain Tere door jaane se din raat darte hain Main sochun tujhe kisi aur ko tu soche yaara Ab pyar nahi hoga humse phir dobara Pyaar tujhe karte hain hum inna saara Ek janam hai kya sau janam bhi hai tujhpe vaara Har pal, har duaa mein Duaa mein tujhe yaad karte hain Sau sau baar karte hain Mile har janam tu hi humko Yahi fariyaad karte hain Keh diya sab kuch par kuch to baaki hai Mujhko to teri ek nazar hi kaafi hai Jisme hai tu raazi usme hi main raazi Jisme ho tu raazi usme hi main raazi Main dekhun tujhe ki...
Comments
Post a Comment